Skip to main content

Posts

Showing posts from March, 2016

On 30/03/2016 Cloth Bank distributed cloths among poors....

Alhamdu lillah! Kal yaani 30/03/16 ko humne "Cloth Bank" Ki Jaanib se 40 se50 ghareebon mein kapde taqseem kiye. Jo Aap sab ke taawun se Mumkin hosaka. Aur Kapde lekar ghareeb behad khush hue aur kapde dene waalon ko aur #ClothBank ke Members ko dua bhi di. Aap sab apna Taawwun jaari rakhe.. Allah se dua hai ki Allah Hum sab kj is koshish ko khubool farmaaye... To Donate ( or ) to become member join us Now : Call- 9640660150 , 8121719508
 YOUR CONTRIBUTION IS BEING USED FOR THE DESERVING PEOPLE.

On 17/03/2016 Cloth Bank distributed cloths among poors....

On 17/03/2016 Cloth Bank distributed cloths among poors. And during which one old man bursted int tears and give blesngs to the people who r donating there cloths and to Cloth Bank team for such a great work. May Allah accept his blessings and make us strengthen. Alhamdu lillah! Parsoon yaani 17/03/16 ko humne "Cloth Bank" Ki Jaanib se 10 se 12 ghareebon mein kapde taqseem kiye. Aur ek sahaab ki to aankh mein Aasnsoon  aagaye aur unhoone kapde dekar madad jisne bhi ki hai unhein aur "Cloth Bank" ke members ko dua di... To Donate ( or ) to become member join us Now : 9640660150,8121719508

Cloths Are distributed among the poors by Cloth Bank

Assalamu alaikum Wa rahmat ullahi Wa barakatuhu! 👏👏�👏�👏�👏�👏�👏�👏� Ek zaroori elaan Cloth Bank ki jaanib se. Is "Cloth Bank" mein hamne , aapne milkar ek tarkeeb banayi hai. Jaise ki hamare ghron mein puraane kapde rahte hain aur hum uska istemaal nahi karte, aur humari almaari ka boj rahta hai. Bahot aise log hai jo kapde khareed nahi sakte , aise hi logon ke liye humne "Cloth Bank" khola hai. Aapko karna ye hoga ki aap apne purane (old) ya naye (new) kapde jaise ki : shirt, paint, T-shirt,kurta pyjama,Kambal (Blanket),Salwar suit,frock,odhni                                                      (dupatta),burqa,punjabi suit, chudidaar suit,  gharz ye ke koi bhi kapda ho aap hame laakar dedein hum uski achchi tarah se Marmmat(Alterations) kar ke Un kapdon (cloths) ko zaroorat mand hazraat tak pahonchaa denge. hazraat tak pahonchaa denge. Aur aap is kaar-e-khair mein humare member bhi bansakte hain. Agar a